Wednesday, 4 September 2013

Dard




वो वफ़ा की रसम क्या मुझसे निभाने निकला ,
मेरा ही दर्द था जो मुझको रुलाने निकला,
वो हर कदम पे क्या मेरा साथ निभाने निकला,
मेरी ही परछियाँ थी , जो मंजिल तक सहारा निकला!

*********************************

वो कहते है की वो मुझे जानते है ..
वो जानते है की या अनजान बनते है
इस गुलिस्तान में एक है जो पहचानते है .
हम उनका ही फ़साना गुन्गुनानते रहते है !





Is duniya me bas wqat ki jarurat hain,
Zindgi me bas ek wqat ki huqumat hain,
Hamari zindgi ishi wqat se hi judi hain ,
Ab frak malum hua kise kiski jarurat hain !

**********************************



Dansta Waqt ki


Usi wqat se log apni hasti badal lete hain,
Bas ek thokar se khud ko sambhal lete hain,
Yade to yade hoti hain jo bhulai nahi jati hain,
Aise wo khyal hain jo wqat ke sath badal jate hain !

*****************************************

Takdeer ko banaya kisne hain
Waqt ne hi tujhe rulaya hain,
Us dager ke bahkte musafir hain,
Tumne hi khud ko aisa banaya hain !


Baat Kahke


Baat kahke hamne kiya hain gunah,
kisi apnse ke aane ki hain ye wajah,
kisi ka dil dukha ke paai hain sajah,
hamne jab bhi kaha wo sach hi kaha,
Na jane duniya walo ne jutha kyu samjha !

**********************************

Kya Kahe


kya kahe halat hi kuch aise hain

Jo sab kuch khud hi kah dete hain

Ab khamoshi hi apni lagti hain

Hamare jajbaat bs yahi kahte hain !

*********************************

No comments:

Post a Comment