Bhahut roya tha jab mera janam hua tha,
Aur Hans rahi thi ye Duniya,
magar Doston Ek Din Badala lunga,
Hansta hua jaunga aur Royegi ye Duniya
Aur Hans rahi thi ye Duniya,
magar Doston Ek Din Badala lunga,
Hansta hua jaunga aur Royegi ye Duniya
Hame unse koi shikayat nahi
Shayad meri takdeer mein hi chahat nahi
Meri kismat ko likh kar to upar wala bhi mukar gaya
Poocha to bola ye meri likhawat hi nahi
Shayad meri takdeer mein hi chahat nahi
Meri kismat ko likh kar to upar wala bhi mukar gaya
Poocha to bola ye meri likhawat hi nahi
Tumeh Dil Me Basaya Dhadkan Ki Tarah
Aankho Me Basaya Kajal Ki Tarah
Tumeh Khud Se Jyada Pyar Kiya Maine
Par Tum Mujhe Bhul Gayi Sapno Ki Tarah
Aankho Me Basaya Kajal Ki Tarah
Tumeh Khud Se Jyada Pyar Kiya Maine
Par Tum Mujhe Bhul Gayi Sapno Ki Tarah
Ishq me aise arma bhi hote hain,
Khuli ankhon me bhi khwab hote hain,
Gam me hi ashq behte hain,
Par hansti ankhon me bhi shailab hote hain
Khuli ankhon me bhi khwab hote hain,
Gam me hi ashq behte hain,
Par hansti ankhon me bhi shailab hote hain
No comments:
Post a Comment